Translate This Blog

MOBILE SMS"Dil Se"

DIL SE

A

 

 

 

AANSUO KE GIRNE KI AAHAT NAHI HOTI, DIL KE TOOTNE KI AWAAZ NAHI HOTI,

AGAR HOTA KHUDA KO EHSAAS DARD KA, TO USE DARD DENE KI AADAT NAHI HOTI.

 

AAPKI KHUSHI KE LIYE HUMNE AAPSE BAAT KARNA CHOR DIYA,

SOCHA THA KI BITA LENGE TUMHARI YAAD KE SAHARE SAARE DIN

PAR AB TO UNHONE BHI AANE SE INKAR KAR DIYA.

 

AE PHOOL TU MUZKO BATA TU KYU AAJTAK KHILTA RAHA,

TUNE TO DI SABKO KHUSBU TUZKO KYA MILTA RAHA,

PHOOL MUSKURAKAR BOLA, ABHI TU NADAN HAI,

JIVAN KE SACHE PYAAR SE ABHI TU ANJAN HAI,

KUCH DENE KE BADALE KUCH LENA, YE TO EK VYAPAR HAI,

JO DE KAR BHI KUCH NA MANGE WAHI TO SACHA PYAAR HAI

 

AAP BANKAR DOST AISE AAYE ZINDAGI ME, KI HUM ZAMANA HI BHOOL GAYE

AAPKO HUM YAAD AAYE NA AAYE, PAR HUM TO AAPKO BHULANA HI BHOOL GAYE.

 

AAPNE KYA SOACHA PAIGAM NAHI AYEGA, SOCHA KE YE DOST TUMHE HI BHUL JAYEGA

YE TO AADAT HAI HUMARI STANE KI, VARNA ITNA PYARA DOST KAUN BHULANA CHAHEGA.

 

APKE AANE SE ZINDAGI KITNI KHUBSOORAT HAI, DIL ME BASAYI HAI JO WOH APKI HI SURAT HAI
DUR JAANA NAHI HUMSE KABHI BHULKER BHI, HUME HAR KADAM PER AAPKI ZARURAT HAI.

 

AAP MERI DUAON ME SHAMIL HO IS TARAH, PHULO ME HOTI HAI KHUSHBU JIS TARAH

KHUDA AAPKI ZINDGI ME ITNI KHUSHIYAN DE, ZAMIN PE HOTI HAI BARISH JIS TARAH

 

 

AAPKI MUSKAN HAMARI KAMZORI HAI, KEH NA PANA HAMARI MAJBURI HAI, AAP KYON NAHIN SAMAJHTE IS KHAMOSHI KO, KYA KHAMOSHI KO ZUBAN DENA ZARURI HAI?

 

AAPKO PAKAR AB KHONA NAHI CHAHTE, ITNA KHUSH HO KAR AB RONA NAHI CHAHTE,

YE AALAM HAI HUMARA APKI JADAI ME, KI ANKHO ME NEEND HAI MAGAR HUM SONA NAHI CHAHTE.

 

 

AJEEB SI KASHISH HAI AAP ME, KI HUM AAP K KHAYALON ME KHOYE REHTE HAI
YE SOCH KAR KI AAP KHAWABO ME AAOGE, HUM DIN ME BHI SOYA KARTE HAI.

 

AAJ KHUDA NE FIR PUNCHA?

TERA HASTA CHEHRA UDAS KYU HAI, TERI ANKHO ME PYAS KYU HAI

JINKE PAS TERE LIYE WAQT NAHI HAI, WOHI TERE LIYE KHAS KYU HAI?

 

 

ANKHO SE KYUN ANSU JHALAK JATE HAI. TANHAIYO ME KYUN GAM YAAD AATE HAI

ANSU PONCH KAR KOI YE TO BATA DE HUME RULANE WALE KI AKSAR KYUN YAAD AATE HAI.

 

 

AAKHON ME RAHNE VALO KO YAAD NAHI KARTE, DIL ME RAHNE WALO SE BAAT NAHI KARTE

AAPKI TO RUH ME BASTE HAI HUM, TABHI TO MILNE KI FARIYAAD NAHI KARTE.

 

 

APKO HAR SAFAR KA KINARA MILEGA, CHAMKATA HUA HAR SITARA MILEGA

AYEGI CHEHRE PAR PYARI SI ROONAK , SMS JAB APKO HUMARA MILEGA.

 

 

B

 

BADALNA AATA NAHI HUMKO MOUSMO KI TARAH, HAR EK ROOP MAIN TERA INTEZAAR KARTE HAIN
NA TUM SAMET SAKOGI JISE QAYAMAT TAK, KASAM TUMHARI TUMHE ITNA PYAR KARTE HAIN.

 

 

BHARI MEHFIL MAIN TANHA REHNA ACHA  LAGTA HAI,
TERE BARE MAIN SOCHTE REHNA ACHA LAGTA HAI ,
KABHI PHULON MAIN, KABHI KALIYON MAIN,
TUJH KO HI DHUNDTE REHNA ACHA LAGTA HAI,
MERI ZINDAGI KI KHUSHIYAN TUMHEE SAY HAIN,

RAB SAY SIRF TUMHEIN HI MANGNA ACHA LAGTA HAI,
HAMARE DARMIYAN HAI SADIYON KA FASLA,
KUCH IS TARHAN GUFTUGU KARNA ACHA LAGTA HAI,
TUMHARE BINA ZINDAGI KA KOI TASAVUR NAHI HAI,
KUCH IS TARH TUMHARI TAMANNA KARNA ACHHA LAGTA HAI,
TUM HI KO CHAHTA HUIN, TUM HI KO CHAHTEY HAIN,
TUMHI KO CHAHTEY REHNA ACHA LAGTA HAI
.

 

BEWAJH KISI KO STAYA NAHI KARTE, HAD SE JYADA KISI KO TADPAYA NAHI KARTE

JINKI SAANSE CHALTI HO APKE ALFAZO SE, UNHE APNI AWAZ KE LIYE TARSAYA NAHI KARTE

 

BADI MUDDAT SE CHAHA HAI TUJHE, BADI DUAON SE PAYA HAI TUJHE,

TUJHE BHULANE KI SOCHU BHI KAISE, KISMAT KI LAKIRO SE CHURAYA HAI TUJHE.

 

 

BESHAK KUCH WAQT KA INTEZAR MILA HUMKO, PAR KHUDA SE BADHKAR YAAR MILA HUMKO

NA RAHI TAMAANA KISI JANNAT KI, E DOST TERI DOSTI SE WO PYAAR MILA HUMKO.

 

C

 

 

CHALE GAYE HO DUR KUCH PAL KE LIYE, DUR REHKAR BHI KARIB HO HAR PAL KE LIYE,
KAISE YAAD NA AAYE AAPKI EK PAL KE LIYE, JAB DIL ME HO AAP HARPAL KE LIYE.

 

D

 

DARD SE DOSTI HO GAYI YAARO, ZINDGI DEDARD HO GAYI YAARO,

KYA HUYA JO JAL GAYA AASHIYANA HUMARA, DOOR TAK ROSHNI TO HO GAYI YAARO.

 

DARD KAFI HAI BEKHUDI KE LIYE, MAUT ZAROORI HAIZINDGI KE LIYE

KAUN MARTA HAI KISI KE LIYE, HUM TO ZINDA HAIN SIRF DOSTO KE LIYE.

 

 

DUA HAI KI KAMYABI KE HAR SIKHAR PE AAP KA NAAM HOGA, AAPKE HAR KADAM PAR DUNIYA KA SALAM HOGA,

HIMAT SE MUSHKILON KA SAMANA KARNA HAMARI DUA HAI KI WAQT BHI EK DIN AAPKA GULAM HOGA.

 

 

KASH DIL KI CHAHAT KABHI NA ADHURI HO, JISE AAP CHAHO USSE KABHI NA DURI HO.

MILE ZINDGI KI HAR KHUSHI AAPKO, MERI YE DUA ZAROOR PURI HO.

 

 

 

DIL TUTNA SAZA HAI MOHABBAT KI, DIL JODNA ADA HAI DOSTI KI

MANGE JO KURBANI WHO HAI MOHABBAT, JO BIN MANGE HO JAYE KURBAN WO HAI DOSTI.

 

DUA HAI KI KAMYABI KE HAR SIKHAR PE AAP KA NAAM HOGA, AAPKE HAR KADAM PAR DUNIYA KA SALAM HOGA,

HIMAT SE MUSHKILON KA SAMANA KARNA HAMARI DUA HAI KI WAQT BHI EK DIN AAPKA GULAM HOGA.

 

 

DURIYAN HI DILON KO NAJDEEK LATI HAIN, DURIYAN HI EK DUSHRE KI YAAD DILATI HAIN,

DUR HOKAR BHI KOI KARIB HAI KITNA, YE DURIYAN HI IS BAAT KA EHSAASH DILATI HAIN.

 

 

DURIYAN BAHUT HAIN PAR ITNA SAMAJH LO,

PASS RAH KAR BHI KOI RISHTA KHAS NAHI HOTA,

AAPKI DOSTI AISI HAI KI DURIYON KA EHSAAS NAHI HOTA.

 

 

DIL KI KITAB KA PANNA CHURA LEGYA KOI, ANKHON SE NEEND UDA LEGYA KOI,

KISI KI YADO ME TADAPNE KI ADAPT NAHI THI HAME , APNI YADO SE TADPNA SIKHA GAYA KOI.

 

 

DILE AARZU NE HAME DEEWANA BANA DIYA, ROYE NA THE KABHI PAR TUNE RULA DIYA.

TUMHE MERI YAAD NA AAI HOGI BHULE SE BHI, PAR HAMNE TERI YAAD ME ZAMANA BHULA DIYA.

 

 

DURIYAN HI NAZDIKIYAN LATI HAI, DURIYAN HI EK DUJE KI YAAD DILATI HAI

DUR HOKAR BHI KOI KAREEB HAI KITNA, DURIYAN HI IS BAAT KA EHSAS DILATI HAI.

 

 

DUNIYA MEIN HAR WHO RISHTA KHAAS HOTA HAI, JISME PYAR KA EHSAAS HOTA HAI.

LEKIN PHIR BHI DOSTI KA KYA KEHNA, KYUNKI DOST DUR RAH KAR BHI PAAS HOTA HAI.

 

 

DIL GUMSUM, ZUBAAN KHAMOSH, YEH AANKHEIN NAM KYU HAI

JAB TUJHE KABHI PAYA HI NA THA, TO AAJ TUJHE KHONE KA GHUM KYU HAI.

 

 

DOSTI MUJHSE AISI NIBHANA KI, DEKHNE WALE BHI DANG REH JAYE

KHUDA BHI AKAR APSE PUCHE, KYA HUM BHI AAPKE DOST BAN JAYE.

 

E

 

EK BAR ZINDAGI NE MUJHSE PUNCHA, TUM APNE DOST KA SAATH KAB TAK CHAHTE HO?

MENE EK AANSU SAMANDAR ME GIRA DIYA OR KAHA JAB TAK TUM ISE DHUND NA LO TAB TAK.

 

 

EK TO AAP SHARMATE BAHUT HO, AGAR BAAT KARE KOI TO ITRATE  BAHUT HO

DIL TO CHAHTE HAI KOI SMS NA KARU, PAR SUNA HAI AAP SMS PADHKAR MUSKURATE BAHUT HO.

 

EK JANAZA OR EK DOLI TAKRA GAYE, DEKHNE WALE BHI CHAKRA GAYE

UPAR SE AAWAJ AAI YE KAISI VIDAI HAI, UNHONE KAHA MAHBUB KI DOLI DEKHNE YAAR KI ARTHI AAI HAI.

 

EK HASIN PAL ZARURAT HAI HAME, BEETE KAL KI ZARURAT HAI HAME

SARA ZAMANA RUTHE TO RUTHE, JO KABHI NA RUTHE AISE DOST KI ZARURAT HAI HAME.

 

F

 

FURSAT KISE HAI ZAKHMO PE MARHAM LAGANE KI, NIGAHE BADAL GAYE APNE AUR BEGANE KI.

TUM NA CHODNA DOSTI KA HATH KABHI, WARNA TAMANNA NA RAHEGI NAYE DOST BANANE KI.

 

FIR DIN DAHAL GAYA,FIR RAAT AAGYI, FIR TANHAI MAIN BEITHNE KI BAAT AAGAYI,

ABHI TO TAARO KI PANAH MAIN BAITHE HI THE, KI CHAND KO DEKHA TO AAPKI YAAD AAGAYI.

 

FAREB THI USKI HASI, JISE MAIN PYA R SAMAJH BAITHA,

APNE HI SAAYE KO MAIN CHANDNI SAMJH BAITHA,

APNI HI MAUTH KO MAIN ZINDAGI SAMAJH BAITHA,

WAH ZALIM MUJHE KADAM-KADAM PAR GAM DETA GYA,

OR MAIN DILE NADAN USE DILLAGI SAMJH BAITHA.

 

 

FAREB THI USKI HASI,JISE MAIN PYA R SAMAJH BAITHA,

APNE HI SAAYE KO MAIN CHANDNI SAMJH BAITHA,

APNI HI MAUTH KO MAIN ZINDAGI SAMAJH BAITHA,

WAH ZALIM MUJHE KADAM-KADAM PAR GAM DETA GYA,

OR MAIN DILE NADAN USE DILLAGI SAMJH BAITHA.

 

G

 

GAMO KE BINA ZINDGI ADHURI HAI, AE MUSAFIR FIR BHI TERA JEENA ZARURI HAI.

MAT HO APNI ZINDGI SE KHAFA, KYUNKI TERI ZINDGI KE BINA BHI EK ZINDGI ADHURI HAI.

 

H

 

HAR KADAM PE INTIHAN LETI HAI ZINDAGI,HAR WAQT NAYE SADME DETI HAI ZINDAGI

ZINDAGI SE SHIKWA KARE BHI TO KAISE, AAP JAISA “DOST” BHI TO DETI HAI ZINDAGI.

 

 

HAMARA HAR LAMHA CHURA LIYA AAPNE, AANKHON KO EK CHAND DIKHA DIYA AAPNE.

HAMEIN ZINDAGI TO DI KISI AUR NE, PAR PYAAR ITNA DEKAR JEENA SIKHA DIYA AAPNE.

 

 

HAR PAL NE KAHA EK PAL SE, PAL BHAR KE LIYE AAP MERE SAMNE AA JAO,
PAL BHAR KA SAATH KUCH AISA HO, KI HAR PAL TUM HI YAAD AAO.

HAR FASAANE KO BAYAAN KIYA NAHI JATA, TADAPTA HUA DIL KISI KO NAJAR NAHI AATA,

HAR DHADKAN LETI HAI NAAM AAPKA, OR AAP KAHTE HAIN KI AAPKO YAAD KIYA NAHI JATA.

 

HO NAHI SAKTA MUJHE APKI YAAD NA AAYE, BHUL KAR BHI APKO BHULANE KA EHSAS NA AAYE

AAP BHULE TO APKI MARZI, HUM BHULE TO AGLI SAANS BHI NA AAYE.

 

 

HATHO SE GIR GAYI LAKIRE KANHI, BHUL GAYE HAM APNI TAQDIR KAHI,

AGR AAP KO MILE TO UTHA LENA, MERE HISSE KI HAR KHUSHI APNE HATHO MAIN SAJA LENA.

 

HASRATO SE HAM AAPKI RAAH SAJA DENGE, SAPNO KI DAULAT HAM AAP PAR LUTA DENGE

KOI PHOOL NAHI AAJ DAAMN MAIN LEKIN, AAPKE AANE PAR HUM PALKEN BHICHA DENGE.

 

HAR SAPNA SAKAR NAHI HOTA, PYAR KA KOI AAKAR NAHI HOTA,

YAH TO DIL KA DARD HAI YAARO, YUN HAR KISI SE PYAR BHI NAHI HOTA.

 

HAR PHOOL KHUSHBOO DAR NAHI HOTA, HAR PATHAR CHAMAKDAR NAHI HOTA,

DOSTI DEKH KAR KARNA DOST, KYUNKI HAR DOST HAMSA DILDAR NAHI HOTA.

 

HUM HAVA NAHI JO KHO JAYENGE, HUM WAT NAHI JO GUJAR JAYENGE,

HUM MOSAM NAHI JO BADAL JAYENGE, HUM TO PERCHAI HAIN AAPKI,

JAHAN DEKHOGE WAHI NAJAR AAYENGE.

 

 

HAR LAMHA AAPKE HOTHO PAR MUSKAN RAHE, KHUDA KARE HAR GUM SE AAP ANJAN RAHE,

MAHAK UTHE JIS SE ZINDGI AAPKI, WO SHAKHS HAMESHA APKE PASS RAHE.

 

HAR SAGAR KE DO KINARE HOTE HAI, KUCH LOG JAAN SE BHI PYARE HOTE HAI

ZARURI NAHI HAR KOI PAS HI HO KYON KI, ZINDGI ME YADON KE BHI SAHAREY HOTE HAI.

 

 

HAR SAPNA SAKAR NAHI HOTA, PYAR KA KOI AAKAR NAHI HOTA,

YAH TO DIL KA DARD HAI YAARO, YUN HAR KISI SE PYAR BHI NAHI HOTA.

 

 

HAR SUBAH AAP KI MUSKURATI RAHE, HAR SHAAM AAPKI GUNGUNATI RAHE,

AAP JISE BHI MILE ISS TARAH SE MILE KI HAR MILNE WALE KO APKI YAAD AATI RAHE.

 

 

HASI KI RAH ME GUM MILE TO KYA KARE, WAFA KI RAH ME BEWAFFA MILE TO KYA KARE

KAISE BACHAYE ZINDGI KO DHOKEBAJO SE, KOI MUSKURAKE DHOKHA DE JAYE TO KYA KARE.

 

 

HANSI NE LABOO PE AANA CHHOD DIYA, KHAWBO NE PALKO PAR AANA CHHOD DIYA.

NAHI AATI AB TO HICKIYA BHI, SHAYAD AAPNE YAAD KARNA CHHOD DIYA

 

 

HUMSE DOOR JAYOGE KAISE, DIL SE HUME BHULAYOGE KAISE,
HUM TO VO KHUSBOO HAIN JO AAPKI SAANSO MEIN BASTE HAIN, KHUD KI SAANSO KO ROK PAYOGE KAISE.

 

 

 

HUM HAWA NAHI JO KHO JAYENGE, HUM WAQT NAHI JO GUJAR JAYENGE.

HUM MAUSAM NAHI JO BADAL JAYENGE, HUM TO PARCHAI HAI DOSTI KI

JHAN DEKHOGE WAHAN NAJAR AYENGE.

 

 

HUM NE KAB UNSE MULAKAT KA WADA CHAHA, DOOR RAHKAR TO UNHE AUR BHI ZYADA CHAHA,

YAAD AAYE HAI MUJHE AUR BHI DIL SE WHO, BHOOL JANE KA JAB BHI IRADA CHAHA.

 

HUMKO BATAYA THA UNHONE EK BAAR, KI UNKO SIRF UJAALE HII BHAATE HAIN

KAHIN VO DARR NA JAYEIN ANDHERE MEIN, IS LIYE ROSHNI KE LIYE HUM DIL JALAATE HAIN  

 

HUSUN WALE KAB WAFAON KA SILA DETE HAIN, HAR MOD PAR EK JAKHAM NAYA DETE HAIN

IS JAHAN MEIN KOI APNA NAHI, JAB AAG LAGTI HAI TO PATTE BHI HAWA DETE HAIN.

 

 

I

 

IKRAAR MEIN SHABDON KI EHMIYAT NAHI HOTI, DIL KE JAZBAAT KI AWAAZ NAHI HOTI,
AANKHEN BAYAAN KAR DETI HAIN DIL KI DAASTAN, MOHABBAT LAFZON KI MOHTAAZ NAHI HOTI

 

 

IS KADAR HUM YAAR KO MANANE NIKLE, USKI CHAHAT KE HUM DEEWANE NIKLE,

JAB BHI USE DIL KA HAAL BATANA CHAHA, TO USKE HOTHON SE WAQT NA HONE KE BAHANE NIKLE.

 

ISHQ NE KITNO KO NIKMMA BANA DIYA, KISI KO SALIM, TO KISI KO SALMA BANA DIYA,

PAR AAP TO USTAD NIKLE JANAB, HAMKO HI APNA DIWANA BANA DIYA.

 

 

IS ZAMANE SE BAHUT ALAG HO AAP, WO KHUSH KISMAT HAI JISKE PAS RAHOGE AAP

HAMARE LIYE WO WAQT HASIN HOGE, JAB HUME YAAD KAR DIL SE MUSKURA LOGE AAP.

 

J

 

JAB TANHAI ME AAPKI YAAD AATI HAI, HONTHO PE EK HI FARIYAD AATI HAI.
KHUDA AAPKO HAR KHUSHI DE, KYONKI AAJ BHI HAMARI HAR KHUSHI AAPKE BAAD AATI HAI.

 

JAB KISI KE SAPNA KISI KE ARMAN BAN JAYE, JAB KISI KI HASI KISI KI MUSKAN BAN JAYE,

BEPANAH PYAAR KAHTE HAIN USE, JAB KISI KI SAANSE KISI KI JAAN BAN JAYE.

 

JINDAGI HAR PAL KHAAS NAHI HOTI, PHOOLON KI KHUSHBU HAMESHA PAAS NAHI HOTI,

MILNA HAMARI TADIR MAIN LIKHA THA, WARNA ITNI PYARI DOSTI ITTEFAK NAHI HOTI.

 

JINDAGI KI KITAB KE JO PANNE HOTE HAIN, KUCH APNE KUCH BEGANE HOTE HAIN,

KHUSHIYON SE SAWAR JATI HAI ZINDAGI, BAS RISHE PYAAR SE NIBHANE HOTE HAIN.

 

JO RAHTE HAIN DIL MAIN WO ZUDA NAHI HOTE, KUCH EHSAASH LAFZON MAIN BYAN NAHI HOTE,

EH HASRAT HAI UNHE MANANE KI, PAR WO HAIN KI KABHI KHAFA NAHI HOTE .

 

JISE KOYAL SAMJHE, WOH KAUWA NIKLA. DOSTI KE NAAM PAR HAUWA NIKLA

JO ROKA KARTE THEY HUMEIN SHARAB PEENE SE, AAJ UNKI JEB SE PAUWA NIKLA.

 

JAB BHI KISI KO KAREEB PAYA HAI, KASAM KHUDA KI WAHIN DHOKHA KHAYA HAI.

KYON DOSH DETE HEIN HUM KANTO KO, ZAKHAM TO HUMNE PHULO SE PAAYA HAI.

 

JUB KABI BIN MANGE APP PER KHUSHION KI BERSAAT HO,

JUB KABI APP KA DIL ANJAANI KHUSHI SE BETAAB HO,

TO SAMAJ LENA KOI AAP KO DUAON MAIN YAAD KER RAHA HAI.
 

 

JO CHIZ MANG KAR MILE WO MANNAT HAI, CHAH KAR MILE WO CHAHAT HAI,

PAAS HO WO AMAANAT HAI, DIL SE MILE WO REHMAT HAI,

PAR AAP JAISA KOI DOST MILE TO WO KISMAT HAI.

 

 

JISKI EK SMILE PAR HAI DUNIYA FIDA, JISSE DIL NA HONA CHAHE KABHI JUDA

JISKA STYLE HAI LAJAWAAB, WO AAP NAHI HUM HAIN JANAAB.

 

 

JUB KHAMOSH AANKHO SE BAAT HOTI HAI, AISE HI MOHABBAT KI SURUWAT HOTI HAI
TUMHARE HI KHAYALO MEIN KHOYE REHTE HAIN, PATA NAHI KAB DIN KAB RAAT HOTI HAI

JUDAI AAPKI RULATI RAHEGI, YAAD APKI AATI RAHEGI

PAL PAL JAN JATI RAHEGI, LEKIN JAB TAK JISM ME JAN HAI HAR SAANS YE RISTA NIBHATI RAHEGI.

 

JAHAN TAK NA PAHUNCHE TASABUR KISI KA, WAHAN TAK PAHUNCHE TUMHARE IRADE.

CHAND PAR JAKAR RUKNA NAHI TUM, TUMHARI MANZIL HAI SITARON SE AAYE.

 

K

 

 

KAROGE YAAD EK DIN IS PYAR KE ZAMANE KO, CHALE JAYENGE JAB HUM KABHI NA VAPAS AANE KO. CHALEGA MEHFIL ME JAB ZIKR HAMARA KOI, TO TUM BHI TANHAYI DHUNDOGE AANSU BAHANE KO.

 

KABHI KHAMOSHI BHI BAHUT KUCH KAH JATI HAI, TADAPNE KE LIYE SIRF YAAD RAH JATI HAI,

KYA FARK PADTA HAI DIL HO YA KOYLA, JALNE KE BAAD SIRF RAAKH RAH JATI HAI.

 

KASUR NA UNKA HAI NA MERA, HUM DONO HI RISHTON KI RASMEIN NIBHATE RAHE,
WO DOSTI KA EHSAAS JATATE RAHE, HUM MOHABBAT KO DIL MEIN CHUPATE RAHE.

 

KASHTI BAHTI HAI KINARE KI TALASH MAIN, LOG MILTE HAIN PYAAR KI AASH MAIN,

HUM ROOZ MILTE NAHI AAPSE MAGAR, KUCH WAQT BITATE HAIN AAP KI YAAD MAIN.

 

KHAMOSH THE HAM TO MAGRUR SAMAJH LIYA, CHUP HAIN HAM TO MAJBUR SAMAJH LIYA,

YE AAPKI GALTI HAI KI HAM ITNE KARIB THE, FIR BHI AAPNE DOOR SAMAJH LIYA.

 

KABBHI KHAMOSHI BHI BAHUT KUCH KAH JATI HAI, TADAPNE KE LIYE SIRF YAAD RAH JATI HAI,

KYA FARK PADTA HAI DIL HO YA KOYLA, JALNE KE BAAD SIRF RAAKH RAH JATI HAI.

 

KAL NA PHIR YE SAMAA HOGA, HUM MAIN SE NA JAANE KAUN KAHAN HOGA

MURJHAE PHOOL TO MIL JAYENGE KITAABON MAIN, PAR BICHDE DOSTON KA SHAYAD HI KOI PATA HOGA.

 

KOI KHO KAR JUDA HOTA HAI, KOI HASKAR JUDA HOTA HAI,

JUDAI KA GAM TO TAB HOTA HAI, JAB KOI KISI KA HOKAR JUDA HOTA HAI.

 

KISI KE DEDAR KE LIYE DILTADAPTA HAI, KISI KE INTJAR MAIN DIL TARASTA HAI,

AB KYA KAHEN IS KAMBAQT DIL KO, JO APNA HOKAR KISI OR KE LIYE DADAKTA HAI.

 

 

KAAFI HAIN SAPNE DIL KO BEHLANE KE LIYE, MOHABBAT KARLO DIL KO DUKHANE  KE LIYE

BHALE PADE GUM SE WASTA, PAR EK DOST HUMSA RAKHNA APNE GUM KO BHULANE KE LIYE.

 

 

KASHISH DIL KI HAR CHEEZ BHULA DETI HAI, BAND AANKHON MEN BHI SAPNE SAJA DETI HAI,

SAPNO KI DUNIYA JARUR RAKHNA, KYONKI HAQIQAT TO AKSAR RULA DETI HAI.

 

 

KAI LOG PALBHAR ME BHULA DIYE JATE HAI, KAI LOG PAL PAL YAAD AATE HAI

AB HUM APSE PUCHNA CHAHTE HAI, KI DOSTO KI IS LIST ME HUM KAHAN AATE HAI.

 

 

KAUN KAHTA HAI KI HUM AAPKO YAAD NAHI KARTE, KARTE TO HAIN MAGAR IZHAR NAHI KARTE,

SOCHTE HAIN KAHIN YADEIN BIKHAR NA JAYEN, ISLIYE BAR BAR DIDAR NAHI KARTE.

 

KASH DIL KI CHAHAT KABHI NA ADHURI HO, JISE AAP CHAHO USSE KABHI NA DURI HO.

MILE ZINDGI KI HAR KHUSHI AAPKO, MERI YE DUA ZAROOR PURI HO.

 

KEHTE HAI KI JAB KOI KISI KO BAHUT YAAD KARTA HAI TO EK TAARA KAHI TUT KE GIRTA HAI

EK DIIN SAARA AASMAN KHALI HO JAYEGA AUR SARA ILJAM HUMARE SAR AAYEGA.

 

 

KASHISH HONI CHAHIYE KISI KO YAAD KARNE KI, LAMHE TO APNE AAP MIL JAYENGE,
WAQT HONA CHAHIYE KISI KO MILNE KA, BAHANE TO APNE AAP HEE MIL JAYENGE.


 

KEEMATI PALON KO YUN NA BITANA, HASTE RAHNA RO KAR UNHE NA RULANA

HUM YAAD HAI AAPKO ITNA HI KAAFI HAI, KABHI BHUL BHI JANA TO HUME NA BATANA,

 

 

KHUD KO KHUD KI KHABAR NA LAGE, KOI ACHHA BHI IS KADAR NA LAGE,
AAP KO DEKHA HAI BAS US NAZAR SE, JIS NAZAR SE AAP KO NAZAR NA LAGE.

 

KHUDA NE KAHA DOSTI NA KAR, DOSTI ME TU KAHI KHO JAYEGA

MAINE KAHA A KHUDA TU KABHI ZAMEEN PAR AAKE MERE DOST SE MIL, TU BHI USH PAR FIDA HO JAYEGA.

 

 

KISI KO APNA BANANE ME DER LAG JATI HAI, EK WADA NIDHANE ME DER LAG JATI HAI

PYAR TO PAL BHAR ME HO JATA HAI, LEKIN PYAR BHULANE ME UMAR LAG JATI HAI.

 

 

KAID KARLO IN HASIN ZINDGI KE LAMHO KO, KYA PATA YE PAL KAL HO NA HO.

YE PAL KAL SHAYAD MIL BHI JAYE PAR KYA PATA IN LAMHO ME HUM HO NA HO.

 

 

KITNA BHI CHAHO NA BHOL PAOGE HUMEIN, HUM SE JITNA DUR JAO NAZDIK PAOGE HUMEIN

MITA SAKTE HO TO MITA DO YAADEIN MERI, MAGAR KYA SAPNO SE JUDA KAR PAOGE HUMEIN

 

 

KAHENE KO HAMARE PAAS SHABD NAHI HAI, BHEJNE KO NAYE SMS NAHI HAI

PAR DIL SE EK BAAT ZARUR AATI HAI, APANA KHAYAL RAKHANA

KAMARE PAAS AAP JAISA DUSRA DOST NAHI HAI.

 

 

KHOOBSURAT HO TUM, KHOOBSURAT HAI CHEHRA TUMHARA

LOG KEHTE HAI CHAND KA TUKRA HO TUM, HUM KEHTE HAI CHAND TUKRA HAI TUMHARA

 

KUCH PALO ME AAPKO YAAD KAR RAHE THE, APNI TANHAI SE APKI BAAT KAR RAHE THE.

JYADA KUCH PAANA NAHI HAI HAME, BUS AAPKI YAADON ME EK KHUSHI KI TALASH KAR RAHE THE

 

KHUD LOG KHAS HOTE HAIN, HAR PAL PAAS HOTE HAI

KHUSHION ME SHAMIL AUR GAM ME BHI SAATH HOTE HAIN, LOG UNHE DOST AUR HUM UNHE AAP KEHTE HAIN

 

KYUN AISI BEWAFAI KARTE HAI LOG, WAFA KARKE NIBHANA BHUL JATE HAI LOG.

HUMARI KABR PE AAKAR MILNE KI KASAM LI THI, ISI SHART PE TO HUMNE APKE BADLE APNI JAAN DI THI.

 

KUCH BIKHRE SAPNE AUR ANKHON ME NAMI HAI, CHOTA ASMAN AUR UMMIDO KI JAMIN HAI,

YU TO BAHUT KUCH HAI ZINDGI ME, SIRF JISE CHAHTE HAI USI KI KAMI HAI.

 

KHUDA KARE HAR RAAT CHAND BANKE AYE, DIN KA UJALA SHAAN BAN KE AYE

KABHI NA DUR HO APKE CHEHRE SE MUSKURAHAT NAYA DIN AISA MEHMAAN BANKE AAYE.

 

 

KOI HAI JO DUA KARTA HAI, APNO ME MUJHE BHI GINA KARTA HAI

BAHUT KHUSHNASIB SAMJHTE HAI KHUD KO HUM, DOOR RAH KE BHI KOI YAAD KIA KARTA HAI.

 

 

L

 

 

 

LAMHE JUDAI KE BEKARAR KARTE HAIN, HAALAT MERI MUJHE LAACHAR KARTE HAIN
AANKHE MERI PAD LO KABHI, HAM KHUD KAISE KAHE KI HUM AAPSE PYAAR KARTE HAIN.

 

LAMHE YE SUHANE SAATH HO NA HO, KAL ME AAJ JAISI KOI BAAT HO NA HO,

AAPKA PYAR HAMESHA IS DIL MEI RAHEGA, CHAHE POORI UMAR MULAQAT HO NA HO.

LOG MILTE HAI EVERYTIME, PASAND AATE HAI SOMETIMES,

DOSTI HOTI HAI ONETIME, JO RAHTI HAI LIFETIME.

 

 

LIFE IS NOT ABOUT FINDING THE RIGHT PERSON, BUT CREATING THE RIGHT RELATIONSHIP,

IT’S NOT HOW MUCH WE CARE IN THE BEGINNING, BUT HOW MUCH WE CARE TILL END.

 

 

 

M

 

MANA KI AAJ HUM AKELE RAH GAYE,JUDAI KE AANSU AANKHO SE BAH GAYE

ROTE RAHE KON CHUP KARAYEGA HUME, JO CHUP KARATE THE VO HI RONE KO KAH GAYE.

 

 

MAHPHIL NA SAHI TANHAI TO MILTI HAI, MILAN NA SAHI JUDAAI TI MILT HAI,

KUN KAHTA HAI MUHBBAT MAIN KUCH NAHI MILTA, WAFA NA SAHI BEWFAI TO MILTI HAI.

 

MAN MAIN SABKA ARMAN NAHI HOTA, HAR KOI DIL KA MEHMAN NAHI HOTA,

PER JO EK BAAR DIL MAIN SAMA JAYE, USE BHULANA AASAN NAHI HOTA.

 

MAHPHIL NA SAHI TANHAI TO MILTI HAI, MILAN NA SAHI JUDAAI TO MILT HAI,

KAUN KAHTA HAI MUHBBAT MAIN KUCH NAHI MILTA, WAFA NA SAHI BEWFAI TO MILTI HAI.

 

 

MEETHI SI HAWA LAGI ABHI ABHI , KYA APNE YAAD KIYA ABHI ABHI

EK ARSE SE APKO DEKHA BHI NAHI, PHIR BHI YUN LAGTA KI AAP MILKAR GAYE ABHI ABHI.

 

 

MITHI MITHI YADON KO PALKO ME SAJA LENA, SAATH GUJARE PALO KO DIL ME BASA LENA,

NAZAR NA AAUN HAQIQAT ME TO MUSKURA KE MUJHE SAPNO ME HI BULA LENA.

 

MERE KABAR PE NISHAN BANA RAHA HAI KOI, MERNE KE BAAD BHI SATA RAHA HAI KOI

AE KHUDA THODI SI ZINDGI AUR DE-DE, MERI KABAR SE UDAS JA RAHA HAI KOI.

 

 

 

MOHOBBAT KA IMTIHAN AASAN NAHI, PYAR SIRF PANE KA NAAM NAHI. MUDDATEIN BEET JATI HAIN KISI KE INTEZAAR MEIN, YE SIRF PAL-DO-PAL KA KAAM NAHI.

 

MUJHE DEKH KAR CHEHRA GHUMA LETE HAI, MERE NAAM PAR NAZREIN FIRA LETE HAI

PAR IK BAT PAR NA ZOR UNKA HAI, KARTE HAIN BAAT GARO KI, KASAM MERE NAM KI KHA LETE HAI.

 

 

MULAKAT MAUT KI MEHMAN HO GAYI HAI, NAZAR KI DUNIYA VEERAN HO GAYI HAI

MERI SAANS BHI MERI AHI AB, YE ZINDAGI AAPKI DOSTI PAR KURBAAN HO GAYI HAI.

 

 

MOHABBAT KI KASTI MAI SAWAR THE HUM, SOCHA THA PAHUNCH JAYENGE CHAHAT KE GAAV MAI

DUBNE LAGE TO HOSH AAYA, BAITHE THE HUM TO KAAGAZ KI NAAV MAI.

 

N

 

NA CHAHO KISI KO ITNA, KI CHAHAT AAPKI MAJBURI BAN JAYE
CHAHO KISI KO ITNA, AAPKA PYAAR USKE LIYE JARURI BAN JAYE.

 

 

NA HOTI SHIKAYAT JAMANE SE KOI, AGAR MAAN JATA MANANE SE KOI,

NA KOI KISI KO YAAD KARTA, AGAR BHUL JATA BHULANE SE KOI.

 

NA JEE BHAR KAR DEKHA NA KUCH BAAT KI, BADI AARZU THI MULAQAAT KI,

KAYI SAAL SE KUCH KHABAR HI NAHI, KHAN DIN GUJRA KHAN RAAT GAYI.

 

NIGGANEIN AAPKI PEHCHAN HAI HAMARI, MUSKURAHAT AAPKI SHAAN HAI HAMARI,

RAKHNA HIFAZAAT SE KHUD KO, KYUNKI SAANSE AAPKI, JAAN HAI HAMARI

 

NA JAANE TUM PE ITNA YAKIN KYON HAI? TERA KHAYAL BHI ITNA HASEEN KYON HAI?

SUNA HAI PYAR KA DARD MEETHA HOTA HAI, TO AANKH SE NIKLA YE AANSU NAMKEEN KYON HAI?

 

P

PHOOL KI SHURUVAT KALI SE HOTI HAI, ZINDAGI KI SHURUVAT PYAR SE HOTI HAI,
PYAR KI SHURUVAT APNO SE HOTI HAI AUR, APNO KI SHURUVAT AAPSE HOTI HAI.

 

PHOOL NE KISI SE PHUCHA,

TUNE KHUSBOO DI, TUJHE KYA MILA?

PHOOL NE KHA: LENA DENA TO VYAPAR HAI,

JO DE KAR KUCH NA MANGE WAHI TO PYAAR HAI.

 

PHOOL MURJHA GAYE, BAHAR WAHI HAI, HAM DOOR TO HAIN, MAGAR PYAR WAHI HAI,

DIL DHADAKTA HAI BAS TUMHARE NAAM SE, KYUNKI ISMAIN TERE NAAM KI JHANKAR WAHI HAI.

 

PEE HAI SHARAB HAR GALI HAR DUKAN SE, EK DOSTI SI HO GAYI HAI SHARABKE JAAM SE

GUJRE HAI HUM KUCH AISE MUKAM SE, KI NAFRAT SI HO GAI MOHABBAT KE NAAM SE.

 

PAL HI AISA THA KI HUM INKAR NA KAR PAYE, ZAMANE KE DAR SE IKRAAR NA KAR PAYE.

NA THI JINKE BINA ZINDGI MUNASIB, CHOR DIYA SATH UNHONE AUR HUM SAWAL TAK NA KAR PAYE.

 

 

PANI MAIN PATHAR MAT PHEKO, KOI PANI PITA HAI
APNE CHEHRE PAR MUSKUHART SAJAYE RAKHA KARO, KOI ISI MUSKAN KE LIYE JITA HAI.

 

R

 

RUTHE HUE KO MANANA ZINDGI HAI, DSRO KO HASANA ZINDGI HAI

KOI JEETKAR KHUSH HUA TO KYA HUA, SAB KUCH HAAR KAR “MUSKURANA” BHI ZINDGI HAI.

 

RUTHE HAIN WOH KUCH IS TARAH, KI UNHAIN MANANA BHI MUSHKIL HO GAYA HAI,

KYA PATA KOI KHATA HO GAYI HAMSE, YA KOI AUR UNKE KARIB HO GAYA HAI.

 

ROOTHNA MAT, HAME MANANA NAHI AATA, DOOR MAT JANA, HAMSE RAHA NAHI JATA,

TUM BHOOL JAAO MAGAR HUM KYA KAREN, HAME TO BHULANA BHI NAHI AATA.

 

 

RAAT KALI SAHI KOI GAM NA KARO, DIN KAISA BHI HO AANKHEN NUM NA KARO

EK SITARA BANKE JAGMAGATE RAHO, YAAD KARTE RAHO YAAD AATE RAHO.

 

 

RISHTON  KI AHMIYAT BATATE  HAIN FAASLEY, YAADON ME JEENA SIKHATE HAI FAASLEY

DILON ME NA HO DURI DUA KARNA, CHAHE YUNHI RAHE MEELON KE FAASLE.

 

 

RUTHE NAIN WAH KUCH IS TARAH,KI UNHAIN MANANA BHI MUSHKIL HO GAYA HAI,

KYA PATA KOI KHATA HO GAYI HAMSE,YA KOI AUR UNKE KARIB HO GAYA HAI.

 

S

 

SABHI NAGME SAAZ MEIN GAYE NAHI JAATE, SABHI LOG MEHFIL MEIN BULAAYE NAHI JAATE,
KUCH PAAS REH KAR BHI YAAD NAHI AATE, KUCH DUR REH KAR BHI BHOOLAYE NAHI JAATE.

 

 

SABHI KO SABH KUCH NAHI MILTA, NADI KI HAR LEHAR KO SAHIL NAHI MILTA

YEH DIL WALON KI DUNIA HAI DOST, KISI SE DIL NAHI MILTA TO KOI DIL SE NAHI MILTA.

 

 

SAPNO SE DIL LAGANE KI ADAT NAHI RAHI, HAR WAQT MUSKURANE KI ADAT NAHI RAHI,

YE SOCH KAR KOI MANANE NAHI AYEGA, AB HUMARI RUTH JANE KI ADAT NAHI RAHI.

 

 

 

SARI UMAR AAP KO PYAR MILE, JO DIL ME HAI WO HAJAR BAR MILE

BICHAD JATE HAI MILNE KE BAAD BHI KUCH LOG , JANAM JANAM NA BICHADE AISA AAP KO YAAR MILE.

 

 

T

 

TALAASH KARO KOI TUMHE MIL JAYEGA, MAGAR HAMARI TARHA TUMHE KAUN CHAHEGA,
ZARUR KOI CHAHAT KI NAZAR SE TUMHE DEKHEGA, MAGAR ANKHEIN HAMARI KAHAN SE LAYEGA.

TUMHARI YAADEN AB PARESHAN KARNE LAGI HAI, TUM HI BATAO KAISE BHULAYEN AAPKO, HUM AAPKE LIYE JEETE HAIN, YE KAISE YAKEEN DILAYE AAPKO.

 

 

TAARO ME KHOYA HAI JAHAN SARA, LAGTA HAI PYARA HAR EK TAARA,

UN TARO ME SABSE PYARA HAI EK SITARA, JO ISS WAQT PADH RAHA HAI SMS HAMARA.

 

 

TAMANNA HAI KHUSHION KI BAHAR MILE AAPKO, JO DIL CHAHE WO BAAR-BAAR MILE AAPKO

SAB AKSAR PA KAR KHO DETE HAIN, MAGAR KABHI NA KHONE WALA PYAR MILE AAPKO.

 

TERI BERUKHI KO BHI RUTBA DIYA HUMNE, PYAR KA HAR FARZ ADA KIYA HUMNE.

MAT SOCH KE HUM BHOOL GAYE HAIN TUJHE, AAJ BHI KHUDA SE PEHLE TUJHE YAAD KIYA HUMNE.

 

TU DEKH YA NA DEKH, TERE DEKHNE KA GHAM NAHI,

PAR TERI YE NA DEKHNE KI ADA DEKHNE SE KAM NAHI.

 

TERI DOSTI TERI WAFA HI KAFI HAI, TAMAAM UMAR YE AASRA HI  KAFI HAI.

JAHA KAHI BHI MILO BAS MUSKURA DENA MERI KHUSHI KE LIYE TERI MUSKURAHAT HI KAFI HAI.

 

 

TUM HAR PAL YAAD AATE HO HAME, JANE KYU ITNA SATATE HO HAME,

AA JAO MERE PAS HAMESHA KE LIYE, NAHI TO CHALE JAYENGE HUM IS JHAN SE SADA KE LIYE.

 

 

TUM NA MILE KOI GUM NAHI, BUS BAAT KARO YE MILNE SE KUM NAHI

DOSTI ME DHOKHA DE JAYE WO HUM NAHI AUR APANI DOSTI ‘RANG DE BASANTI ‘ SE KUM NAHI .

 

 

TU NAHI TO ZINDAGI MAIN KYA RAH JAYEGA, DOOR TAK TANHAIYO KA SILSILA RAH JAYEGA

HAR KADAM PAR SATH CHALNA DOST, BINA TUMHARA YE DOST TANHA RAH JAYEGA.

 

 

TUTE KHWAB KO SAJANA AATA HAI, RYTHE DIL KO MANANA AATA HAI

AAP HAMARE GUM KO DEKHKAR PARESHAN NA HO, HUME TO DARD ME BHI MUSKURANA AATA HAI.

 

 

TUMSE DUR JANE KA IRADA NA THA, SADA SATH RAHNE KA BHI VADA NA THA

TUM YAAD NA KAROGE JANTE THE HUM, PAR ITNI JALDI BHOOL JAOGE ANDAZA NA THA.

 

 

TAKDIR IMTIHAN LE RAHI HAI, TUM ZARA INTEZAR KARNA

KUCH HUM PE KUCH KHUD PE AITBAR KARNA

AAPKO ZARUR MILEGI MANJIL, BUS APNI MUSKURAHAT BARKARAR RAKHNA

 

TAJMAHAL KI IMARAT HER AASHIQ KO MOHABBAT KI MISAAL NAZAR AATI HAI.

MAIN KIS KIS KE LIYE TAJ BANWAUN MUJHE TO HER LADKI MUMTAZ NAZAR AATI HAI.

 

TERI DOORI KA EHSAAS JAB SATANE LAGA. TERE SATH GUZRA HAR LAMHA YAAD AANE LAGA. JAB BHI BHULANE KI KOSHISH KI. TU DIL KE AUR KARIB AANE LAGA.

 

TUM BANKE DOST AISE AAYE ZINDAGI ME , KE HUM YE ZAMANA HI BHUL GAYE

TUMHE YAAD AAYE NA AAYE HUMARI, PAR HUM TO TUMHE BHULANA HI BHUL GAYE.

 

 

TUMHARI IS ADA KA KYA JAWAB DU, APNE DOST KO KYA UPHAR DU,
KOI ACCHA SA PHOOL HOTA TO MALI SE MANGVATA, JO KHUD GULAB HAI USKO KYA GULAB DU.

 

TUJHE BHOOLKAR BHI NA BHOOL PAYENGE HUM, BAS YAHI EK WADA NIBHA PAYENGE HUM.
MITA DENGE KHUD KO BHI JAHAN SE LEKIN, TERA NAAM DIL SE NA MITA PAYENGE HUM.

 

 

TANHAI BHARI ZINDAGI KA SAFAR MILA, NA SAATHI, NA HUMSAFAR MILA.

HUM DIYA JALTA CHHOD GAYE THE UNKE LIYE; JAB VAPIS LOTE TO JALTA HUA GHAR MILA.

 

U

 

UTRA THA CHAND APNE AANGAN ME, SITARON KO GAWARA NA THA,

HUM TO SITARON SE BHI BAGAWAT KAR LETE, PAR KYA KARTE CHAND HI HAMARA NA THA.

 

UNHE YEH SHIKWA HAI KI HUM UNHE YAAD KARTE HI NAHI, PAR UNHE YE KAUN SAMJAYE KI HUM UNHE YAD KAISE KARE JINHE HUM BHOOLTE HI NAHI.

 

UNSE DOOR JAANE KA IRADA NA THA, SADA SAATH RAHNE KA BHI WADA NA THA

WHO YAAD NA KARENGE YE JAANTE THE HUM, PAR ITNI JALDI BHOOL JAYENGE ANDAZA NA THA.

 

 

W

 

WO AATE HAI MAGAR DIL SE NAHI, WO BAITHE TO HAI MAGAR TASALLI SE NAHI

KON KEHTA HAI UNHE MOHABAT NAHI, UNHE MOHABAT TO HAI MAGAR HUMSE NAHI.

 

 

WO DARD HI KIYA JO AANKHO SE BEH JAYE, WO KHUSHI HI KYA JO HOTON PE REH JAYE

KABHI TO SAMJHO MERI KHAMOSHI KO, WO BAAT HI KYA JO ALFAAZ ASANI SE KEH JAYE.

 

WO NADIYAN NAHI AANSU THE MERE, JINPAR WOH KASHTI CHALATE RAHE.
MANZIL MILE UNHEIN YEH CHAHAT THI MERI, ISLIYE HUM AANSU BAHATE RAHE.

 

WHAT IS DUA?

D: DIL SE NIKLI HUI AWAZ JO AAP KO DIN BHAR SACHCHI KHUSHI DE.

U: UDASI AAP KE KAREEB SE BHI NA GUZRE.

A: AAP HAMESHA KHUS RAHO.

 

 

WADA KARTE HAI, KASME KHAATE HAI, FIR BHI NA JAANE KYON SATH CHODH JAATE HAI.

HUM TO DARTE HAI EK PHOOL TODNE SE BHI, NA JANE LOG DIL KAISE TOD JAATE HAI.

 

 

WO KEHTE HAI MAJBOOR HU MAIN, NA CHAHTE HUE APSE DOOR HU MAIN

CHURA LI JINHONE MERI DHADHANE, PHIR BHI KEHTE HAI BEKASOOR HU MAIN.

 

 

Y

 

YAAD KISI KO KARNA YE BAT NAHI JATANE KI, DIL PAR CHOT DENA ADAT HAI JAMANE KI,

HUM AAPKO YAAD BILKUL NAHI KARTE, KYUNKI YAAD KARNA 1 NISHANI HAI BHUL JANE KI. 

 

 

YAAD AAYI MUJHE JAB AAPKI, DIL NE MEHSUS KI KAMI AAPKI

YE AARZOO NAHI KI KISI KO BHULAYE HUM, BAS ITNA KAFI HAI KISIKO YAAD AAYENGE HUM.

 

YE AARJU NAHI KI KISI KO BHULAYE HUM, NA TAMANNA KI KISI KO RULAYE HUM

PAR DUA HAI US RAB SE, JISKO JITNA YYAD KARTE HAIN, USKO UTNA YAAD AAYE HUM

 

 

YE DIL NA JANE KYA KAR BAITHA, PUCHE BINA HI MUJSE FAISLA KAR BAITHA

IS ZAMEEN PAR TOOTA SITARA NAHI GIRTA, AUR YE PAGAL CHAND SE DOSTI KAR BAITHA.

 

YAADON KI PARCHAYEE MEIN AB TO AAYE TERA HI CHERA
TU ABHI TAK ISS BAAT SE HAI ANJAAN MAIN HOON DEEWANA TERA
IZHAAR-E-MOHABAAT KARNE KO BAHUT BAAR SOCHA MAINE
PAR HAR BAAR TERE HI AKS NE ROKA HAI RASTAA MERA .

 

YE PYARI NIGAHEIN YAAD RAHENGI, MILKAR NA MILNE KI ADA YAAD RAHEGI,

MUMKIN NAHI KI MAIN TUMHE BHULA DUN, AUR UMAR BHAR TUMHE BHI MERI YAAD RAHEGI.

 

YAADEIN RUKTI NAHI ROK PANE SE, DIL RUKTA NAHI KISI KE SAMJHANE SE

RUK JATI HAIN DHADKAN TUMHE BHOOL JANE SE, HUM TUMHE YAAD KARTE HAIN JINE KE BAHANE SE.

 

 

YE SACH HAI KI HAM KHAMOSH RAHTE HAIN, JO KAH NA SAKE JAWAN SE, AANKHO SE KAHTE HAIN

PAL-PAL KI APNI ALG KAHANI HAI, AANKO KO PADNA BHI TO PYAR KI NISHANI HAI.

 

 

Z

 

ZARURAT HI NAHI ALFAAZ KI, PYAAR TO CHEEZ HAI BAS EHSAAS KI,
PAAS HOTE TO MANZAR HI KYA HOTA, DUR SE HI KHABAR HAI HUME AAPKI HAR SAANS KI.

 

 

ZINDGI SHURU HOTI HAI RISHTO SE, RISHTE SHURU HOTE HAI PYAAR SE,

PYAAR SHURU HOTA HAI APNO SE, AUR APNE SHURU HOTE HAI AAPSE.

 

 

ZINDAGI ME BAHUT BAR AISA WAQT AYEGA, JAB TUMKO CHAHNE WALA HI TUMKO RULAYEGA,

MAGAR VISHWAS RAKHNA US PAR, AKELE ME WO TUMSE KAHIN JAYADA ANSU BAHAYEGA.

 

ZINDAGI NAHI HUME DOSTON SE PYARI, DOSTON PE HAAZIR HAI JAAN HAMARI

ANKHON MEIN HUMARE AANSU HAI TO KYA HUA , JAAN SE BHI PYAARI HAI MUSKAAN TUMHARI

 

 

ZINDAGI ME HARDAM HASTE  RAHO, HASNA ZINDGI KI JARURAT HAI,

ZINDAGI KO IS ANDAAJ ME JIO AAPKO DEKHKAR SABLOG KAHAI, KI ZINDAGI KITNI KHUBSURAT HAI.

 

 

ZINDGI KO EK KALPANA SAMJHO, SUBHAH KO SACH RAAT KO SAPNA SAMJHO

BATNA CHAHTE HO AGAR APNE SARE GAM, TO ZINDGI MEIN SUBSE PEHLE KISI EK KO APNA SAMJHO.

 

 

ZINDGI KE TUFANO ME SAHI TERI DOSTI, DIL KE ARMANO KI MANJIL HAI TERI DOSTI

ZINDGI BAN JAYEGI JANNAT, AGAR MAUT ANE TAK  SATH DE TERI DOSTI.

 

 

ZEEVAN KE  HAR MOD PAR YE DUA HAI HUMARI, SADA KHUSHIYO SE JHOLI BHARI RAHE TUMHARI

AGAR KABHI PALKEIN BHEEGE TUMHARI, USME HO AANSU KHUSHI KE OR YADEIN HUMARI.

 

 

ZINDGI NE JANE KIS TARAH KA RUKH LIYA, JISNE JAISE CHAHA WAISE MOD DIYA

JITNI JARURAT THI UTNA ISTEMAAL KIYA AUR FIR TANHA CHOD DIYA.

 

 

ZINDGI KE SAHIL KA TUFAN HAI TERI DOSTI, DIL KE ARMANO KI MANJIL HAI TERI DOSTI

HAMARI JINDGI BAN JAYEGI ZANNAT AGAR MOUT TAK SAATH DE TERI DOSTI.

 

 

Previous
Next Post »
Post a Comment
Thanks for your comment